Tuesday, 24 March 2026

Andarooni Talaash

 


Jab bhi pukaaro, jis naam se bhi pukaaro,

Shart bas itni hai — dil se pukaaro,

Woh door kahaan, woh toh yahin rehta hai,

Apne hi andar jhaank kar use pukaaro.


Rabia Jafar

No comments: